Zuban pe sirf hain, Daawe misaal koi nahi
Zuban pe sirf hain, Daawe misaal koi nahi
Dayaar-e-ishq-e-nabi men Bilal men koi nahi
Zuban mahwe sana hai gumbade khazra ke saaye men
Zuban mahwe sana hai gumbade khazra ke saaye men
Muaddab iltija hai gumbade khazra ke saaye men
Zuban jo di hai tujhe, Zikr-e-Mustafa ke liye
Zuban jo di hai tujhe, Zikr-e-Mustafa ke liye
Ab isse kaam na le, aur kuchh khuda ke liye
Zahe muqaddar huzoor-e-haq se salaam aaya, payam aaya
Zahe muqaddar huzoor-e-haq se salaam aaya, payam aaya
Jhukao nazren, bichao palken, Adab ka Aala maqam aaya
Ye bade zarf ke marhale hain, motariz kyun mera nuktacheen hai
Ye bade zarf ke marhale hain, motariz kyun mera nuktacheen hai
Ishq-e-shah-e-madeena ka daawa, har bashar ko munasib nahi hai
Ya rab meri soyi hui taqdeer jaga de
Ya rab meri soyi hui taqdeer jaga de
Aankhen mujhe di hain to madeena bhi dikha de
Ya nabi ya nabi ya nabi, Ya nabi ya nabi ya nabi
Ya nabi ya nabi ya nabi, Ya nabi ya nabi ya nabi
App shah-e-umam Aap khairul wara,
Aap sartaj-e-pighambran-e-Khuda
Wo utha khak-e-batha se, saadat ka amin hokar
Wo utha khak-e-batha se, saadat ka amin hokar
Alam bardar-e-Haq bankar, Sipahsalar-e-deen hokar
Wo nabiyon men rahmat laqab paane waala, Usi se hai islam ka bol bala
Wo nabiyon men rahmat laqab paane waala, Usi se hai islam ka bol bala
Wo sar chashma-e-noor bath-e-nabi hai, wohi mashal-e-raah-e anmol yaqeen hai
Unki nazar men jabse main hoon, Ranj nahi, Aalam nahi
Unki nazar men jabse main hoon, Ranj nahi, Aalam nahi
Meri nazar men isse badhkar, aur koi inaam nahi.
Tera karam jo Shah-e-Zeewaqar ho jaye
Tera karam jo Shah-e-Zeewaqar ho jaye
Gada-e-Khak nashin tajdaar ho jaye
Soz-e-Dil chahiye, chashm-e-nam chahiye aur shauq-e-talab motabar chahiye
Soz-e-Dil chahiye, chashm-e-nam chahiye aur shauq-e-talab motabar chahiye
Ho mayassar madeene ki galiyan agar, aankh kafi nahi hai, nazar chahiye
Huzoor aisa koi intezaam ho jaye, Salam ke liye hazir ghulam ho jaye
Huzoor aisa koi intezaam ho jaye,
Salam ke liye hazir ghulam ho jaye
Na kahin se door hain manzilen, na koi qareeb ki baat hai
Na kahin se door hain manzilen, na koi qareeb ki baat hai
Jise chahe usko nawaz de, Ye dar-e-Habib ki baat hai
Midhat uski kyun na karen wo, Midhat ka haqdaar bhi hai
Midhat uski kyun na karen wo, Midhat ka haqdaar bhi hai
Baad-e-Khuda jo apni hadon men, Malik bhi mukhtar bhia hai
Mere wird-e-lab hai nabi nabi, Mera dil maqam-e-Habib hai
Mere wird-e-lab hai nabi nabi, Mera dil maqam-e-Habib hai
Main mareez-e- ishq-e-Rasool hun, wo habib mera tabeeb hai
Main chup khada hua hoon, Darbaar-e-Mustafa men
Main chup khada hua hoon, Darbaar-e-Mustafa men
Aankhon se bolta hun, darbaar-e-Mustafa men
Lab par naat-e-paak ka naghma, Kal bhi tha aur aaj bhi hai
Lab par naat-e-paak ka naghma, Kal bhi tha aur aaj bhi hai
Mere nabi se mera rishta kal bhi tha aur aaj bhi hai
Kya khabar kya saza mujhko milti, Mere aqa ne izzat bacha li
Kya khabar kya saza mujhko milti, Mere aqa ne izzat bacha li
Fard-e-isyan meri mujhse lekar, Kali kamli men apni chhupa li
Koi Guftugoo ho lab par tera naam aa gaya hai
Koi Guftugoo ho lab par tera naam aa gaya hai
Teri mad-ha karte karte ye maqaam aa gaya hai
Khuda ka zikr karen, Zikr-e-Mustafa na karen
Khuda ka zikr karen, Zikr-e-Mustafa na karen
Hamar-e-Munh men wo aisi zuban khuda na kare
Kabhi zakhm dil ka saja liya, Kabhi koi ashk baha liya
Kabhi zakhm dil ka saja liya, Kabhi koi ashk baha liya
Yahi haal tha mera roz-o-Shab, Ki nabi ne dar pe bula liya
Kabhi ham bhi to ek din jake Baitullah dekhenge
Kabhi ham bhi to ek din jake Baitullah dekhenge
Madeene jayenge, baite rasool-Allah dekhenge
Jis qadar izm bhi hain jahan men, unse insaan ko kya mila hai
Jis qadar izm bhi hain jahan men, unse insaan ko kya mila hai
Daman-e Mustafa chhodne se, Aadmi karb men mubtala hai
Jamal-e-Roo-e Kaba ki main chahat le ke aaya hoon
Jamal-e-Roo-e Kaba ki main chahat leke aaya hoon
Dar-e-pur noor Gulhaye Aqeedat leke aya hoon
Jab se hua hai unka karam, khairiya se hoon
Jab se hua hai unka karam, khairiya se hoon
Ab dukh na dard hai na sitam, khairiyat se hoon
Ham sah na skenge ye judayi tere dar ki
Ham sah na skenge ye judaai tere dar ki
Aye kaash ki mil jaye gadaai tere dar ki
Gar talab se bhi kuch masiwa chahiye, unka daman nahi chhodna chahiye
Gar talab se bhi kuch masiwa chahiye
unka daman nahi chhodna chahiye
Faslon ko takalluf hai humse agar, Ham bhi bebus nahi besahara nahin
Faslon ko takalluf hai humse agar, Ham bhi bebus nahi besahara nahin
Khud unhi ko pukarenge ham door se, Raaste men agar paon thak jayenge
Salle Ala Nibiyena, Salle Ala Muhammadin - Dorood Sharif
Salle Ala Nibiyena, Salle Ala Muhammadin
Salle Ala Shafiyena, Salle Ala Muhammadin
As subh-u-badamin, Allah-u Allah-u Allah-u Allah
Click to listen | Download |
Hai noor-e sahar chehre se tere, Aur shab ki hai raunaq zulfon se
Allah-u Allah-u Allah-u Allah
Allah ne ye shaan badjayi tere dar ki
Allah ne ye shaan badjayi tere dar ki
Bakhshi hai malayek ko gadayi tere dar ki
Ajab hai kaif, Ajab hai khumar aankhon men
Ajab hai kaif, Ajab hai khumar aankhon men
Basa hua hai nabi ka dayar aankhon men
Aye khatm-e-khail-e-Ambiya, khairul bhashar khairul wara
Aye khatm-e-khail-e-Ambiya, khairul bhashar khairul wara
Har ibtida ki intiha, khirul bashar khairul wara
Aankh uthey tere liye, Khulte hain lab tere liye
Aankh uthey tere liye, Khulte hain lab tere liye
Mera jeena, mera marna, mere Rab tere liye
Gul Azrekhata mukhta, Naazuk badanira badanira
Gul Azrekhata mukhta, Naazuk badanira badanira
Bulbul zeto amokhta, sheeren sukhanira sukhanira
Ya Shafi-Al-wara Salamun alaik, Ya Nabi-Alhuda Salamun alaik
Ya Shafi-Al-wara Salamun alaik, Ya Nabi-Alhuda Salamun alaik
Khatimul Ambiya Salamun alaik, Sayyed-ul-asfiya Salamun Alaik
Ya Rasoolallahi Salamun Alaik, Ya habeeb-Allahi Salamun alaik
Ya Rasoolallahi Salamun Alaik, Ya habeeb-Allahi Salamun alaik
Anta Shamshud-duha Anta Badrud-duja, anta Sadrulula, Anta noorul-Huda
Ya nabi Salamun alika, Ya Rasool salamun Alika
Ya nabi Salamun alika, Ya Rasool salamun Alika
Ya habib Salamun alaika, Salwatullah alaika
Ya Habeeb-e-Ahmad-e-Mujtaba, Dil-e-mubtila ka salam lo
Ya Habeeb-e-Ahmad-e-Mujtaba, Dil-e-Mubtila ka salam lo
Jo wafa ki raah men kho gaya, Usi Gumshuda ka salaam lo
Ya Habeeb-e-Kibriya alam wa saalam Marhaba
Ya Habeeb-e-Kibriya alam wa saalam Marhaba
Mustafa Mujtaba alam wa saalam Marhaba
Wah kya baat hai madeene ki - 2
Shah Tumne madeena apnaya
Wah kya baat hai madeene ki
Apna Rauza isi men Banwaya
Wah kya baat hai madeene ki
Wah kya baat hai madeene ki
Shah Tumne madeena apnaya
Wah kya baat hai madeene ki
Apna Rauza isi men Banwaya
Wah kya baat hai madeene ki
Uthay haath bahr-e-Dua ya Ilahi
Uthay haath bahr-e-Dua ya Ilahi
Bahut Dil hai toota hua ya Ilaahi
Gunahon se mujhko bacha ya ilaahi
Mujhe nek khaslat bana ya Ilaahi
Unki mahek ne dil ke, Ghunche khila diye hain
Unki mahek ne dil ke, Ghunche khila diye hain
Jis Raah chal gaye hain, Kooche basa diye hain
Unkey aane ki khushi hai milke yaaro jhumo jhumo
Unkey aane ki khushi hai, milke yaaro jhumo jhumo
Gham ke maaro, dil ke daaro, besaharo Jhumo Jhumo
Teri Rahmaton ka darya, Sar-eAam chal raha hai
Teri Rahmaton ka darya, Sar-eAam chal raha hai
Mujhe bheek mil rahi hai, mera Kaam Chal raha hai
Taiba ko jane waley, Jakar bade adab se
Taiba ko jane waley, Jakar bade adab se
Mera bhi Qissa-e-gham kehna Shah-e-Arab se
Soo-e-Taiba Jane walo, Mujhe chhodkar na jana
Soo-e-Taiba Jane walo, Mujhe chhodkar na jana
Meri aankh ko dikha do, Shah-e-deen ka aastana
Shah-e-Kaunain Jalwa numa ho gaya
Shah-e-Kaunain Jalwa numa ho gaya
Rang Alam ka bilkul naya ho gaya
Sarwar Kahoon ki Malik-o-Maula kahoon
Sarwar Kahoon ki Malik-o-Maula kahoon
Tujhe Bagh-e-Khalil ka Gul-e-Zeba kahoon
Sair-e-Gulshan kaun dekhe, Dasht-e-Taiba chhodkar
Sair-e-Gulshan kaun dekhe, Dasht-e-Taiba chhodkar
Soo-e-Jannat kaun jaye, Dar tumhara chhodkar
Sabse Bala-o-aala hamara nabi
Sabse Bala-o-aala hamara nabi
Apne maula ka pyara hamara nabi
Dono Alam ka dulha hamara nabi
Saare nabiyon ka sarwar madeeney men hai
Saare nabiyon ka sarwar madeeney men hai
Sab Rasoolon ka afsar madeeney men hai
Allah hame kar de ata Qufl-e-Madina
Allah hame kar de ata Qufl-e-Madina
Har ek musalman le laga Qufley Madina
Noor ka, subha taiba men hui, batta hai mada noor ka
Subha taiba men hui, batta hai mada noor ka
Sadqa lene noor ka, yaya hai tara noor ka
Phir utha walwala-e-yaad-e mughilan-e-Arab
Phir utha walwala-e-yaad-e mughilan-e-Arab
Phir khincha daman-e dil, soo-e-biyaban-e-Arab
Paish-e-Haq muzda shafaat ka sunate jayenge
Paish-e-Haq muzda shafaat ka sunate jayenge
App rote jayenge, hamko hansate jayenge
Karke tauba phir gunah karta hai jo, main wahi badkaar hun kar do Qalam
Karke tauba phir gunah karta hai jo,
Main wahi badkaar hun kar do Qalam
Main sabse bura hun, Nigaah-e-Karam ho
Sarapa khata hoon, Nigahe karam ho
Naimaten Baantta jis samt wo zeeshan gaya
Naimaten Baantta jis simt wo zeeshan gaya
Saath hi munshi-e-Rahmat ka qalamdaan gaya
Mustafa Jaan-e-Rahmat pe lakhon Salaam
Mustafa Jaan-e-Rahmat pe lakhon Salaam
Sham-e-Bazme-Hidayat pe lakhon Salaam
Mere aqa jiana hor, Mangta jeda ale nabi ka
Mere aqa jiana hor, Mangta jeda aale nabi ka,
O noorawe na koi thod, Mere aqa jiana hor
Charon janib hai jashn-e-charagan mere sarkar agaye
Charon janib hai jashn-e-charagan mere sarkar agaye
Do alam hai rashk-e-Baharan, Mere sarkar aa gaye
Mahboob-e-Kibriya se mera Salaam kehna
Mahboob-e-Kibriya se mera Salaam kehna
Sultan-e-Ambiya se mera salaam kehan
Naseema-Janib-e Batha guzakun
Naseema-Janib-e-Batha guzarkun
Ze Ahwalam Muhammad ra Khabarkum
Main mar ke vee nai marda, Jo teri nazar howe
Jhoom kar sare pukaro Marhaba ya Mustafa
Jhoom kar sare pukaro Marhaba ya Mustafa
Choom kar lab keh do Marhaba ya Mustafa
Phit tamana-e-ziyarat ne kiya dil bechain
Phir tamana-e-ziyarat ne kiya dil bechain
Phir madeene ka hai armaan, Madeeney wale
Rawana Qaafila hoga Maddeney ki taraf phir kab
Mujhe izn-e-Madeena kab ata hoga
Aah Madni Qafila ab Ja raha hai lautkar
Aah Madni Qafila ab Ja raha hai lautkar
Koi dil thame khada hai, koi hai ba chashme-e-tar
La ilaha illallah, Haq La ilaha illallah
La ilaha illallah, Haq La ilaha illallah
Amanna bi Rasulillah, Amanna bi Rasulillah
Amanna bi Rasulillah, Amanna bi Rasulillah
Koi Gul baqi rahega, na chaman reh jayega -2
Koi Gul baqi rahega, na chaman reh jayega
Par Rasoolullah ka deen-e-Hasan reh jayega
Koi gul baqi rahega na chaman reh jayega
Koi gul baqi rahega na chaman reh jayega
Par Rasoolullah ka deen-e-Hasan Reh Jayega
Kya khabar kya saza mujhko saza milti, mere aqa ne izzat bacha li
Kya khabar kya saza mujhko saza milti, mere aqa ne izzat bacha li
Fard-e-Rusiyan meri mujhse lekar, mujhpe rehmat ki chaadar hai daali
Kidda Naam-e-Muhammad Aala Hai
Kidda Naam-e-Muhammad Aala Hai
Is naam ko sunkar main jhoomma
Is naadiyan paiyan men dhumma
Khairul bashar par Laakhon salam, Lakhon durood aur lakhon Salaam
Khairul bashar par Laakhon salam, Lakhon durood aur lakhon Salaam
Jin-o-Malayek tere Ghulam, Aqa sabse siwa hai tera maqaam
Neechi Aankhon ki Sharm-o-Haya para durood, Unchi beeni ki rifaat par laakhon salaam
Neechi Aankhon ki Sharm-o-Haya para durood,
Unchi beeni ki rifa-at par laakhon salaam
Aqa ki Haya se Jhuki rehti thi nigahen,
Kaun kehta hai Aankhen chura kar chale
Kab kisi-se nigahen bachakar chale
Jagah ji lagane ki diniya nahi hai, ye ibrat ki jaa hai tamasha nahi hai
Jagah ji lagane ki diniya nahi hai, ye ibrat ki jaa hai tamasha nahi hai
Ajal hi ne chhoda na Kisra na Daara, Kisi se Sikandar safate bhi hara
Har nazar kaap uthegi mehshar ke din, Kahuf se har kaleja dahal jayega
Har nazar kaap uthegi mehshar ke din, Kahuf se har kaleja dahal jayega
Muskurate hue aap ajayenge, Hashr ka sara naqsha badal jayega
Haqeeqat men wo lutf-e-Zindagi paya nahi karte
Haqeeqat men wo Lutf-e-Zindagi paya nahi karte
Jo yaad-e-Mustafa se dil ko bahlaya nahi karte
Aye Sarwar-e-Risalat, Ham par ho chashme Rahmat
Aye Sarwar-e-Risalat, Ham par ho chashme Rahmat
Aye Shaf-e Qiyamat, Ham par ho Chashme -Rahmat
Aye Shaf-e Qiyamat, Ham par ho Chashme -Rahmat
Ham ko Apni talab se siwa chahiye
Ham ko Apni talab se siwa chahiye
Aap jaise hain, waisi ata chahiye
Fajr ka waqt ho gaya utho, Aye ghulaman-e-Mustafa Utho
Fajr ka waqt ho gaya utho, Aye Ghulaman-e-Mustafa Utho
Jago Jago aye bhai-o-behno
Do sadqa-e-deedar ke mangton ka bhala ho
Do sadqa-e-deedar ke mangton ka bhala ho
Ek baar pukare jo koi unke karam ko,
Kehden wo sau bar ki mangton ka bhala ho
Ethe dil nahi lagda yaar, chaliye shahar madeene nu
Ethe dil nahi lagda yaar, chaliye shahar madeene nu
Kariye rauze ka deedar, chaliye shahar madeene nu
Udas baitho na yaaro, Chalo madeene chalen
Udas baitho na yaaro, Chalo madeene chalen
Dil-o-Nigah sanwaro, Chalo madeene chalen
Ya Mustafa ata ho, phir izn hazri ka
Ya Mustafa ata ho, phir izn hazri ka
Kar loon nazara aakar, Phir aapki gali ka
Faaslon ko takalluf hai hamse agar
Faaslon ko takalluf hai hamse agar
Ham bhi beBus nahi, beSahara nahi
Khud unhi ko pukarenge ham door se
Rasste men agar paon thak jayenge
Maqsood-e-Zindagi hai itaat Rasool ki
Maqsood-e-Zindagi hai itaat Rasool ki
Meraj-e-Bandagi hai, Muhabbat Rasool Ki
Zameen-o-Zaman tumhare liye, makeen-o-makan tumhare liye
Zameen-o-Zaman tumhare liye, Makeen-o-makan tumhare liye
Chunin-o-chunan tumhare, bane do jahan tumhare liye
Soo-e-jannat kaun jaye, dar tumhara chhodkar
Soo-e-Jannat kaun jaye, dar tumhara chhodkar
Tere gulshan kaun dekhe, dast-e-taiba chhodkar
Alwida Maah-e-Ramzan, Alwida Maah-e-Ramzan
Alwida Maah-e-Ramzan, Alwida Maah-e-Ramzan
Kiske dil men nahin tera arman, tere aashiq faqir aur sultan
Shah-e Kaunain jalwanuma ho gaya, Rang alam ka bilkul naya ho gaya
Shah-e Kaunain jalwanuma ho gaya,
Rang alam ka bilkul naya ho gaya
Wo Sarwar-e-Kishware Risalat, jo arsh par jalwagar hue
Wo Sarwar-e-Kishware Risalat, jo arsh par jalwagar hue
Qaseeda Meraj
Phir key gali gali tawaf, hokar sabki aayen kyun
Phir key gali gali tawaf, hokar sabki aayen kyun
Dil ko jo Aql de Khuda, teri gali se jayen kyun
Mera dil bhi chamka de chamkane walne
Mera dil bhi chamka de chamkane walne
Chamak tujhse paate, sab paane wale
Nabi ke noor se alam ko jagmagana tha
Nabi ke noor se alam ko jagmagana tha
Nabi ki zaat ko arshistawan banana tha
Khuda ke fazl se ham par hai saaya Gaus-eAzam ka
Khuda ke fazl se ham par hai saaya Gaus-eAzam ka
Hamen dono jahan men hai, Sahara Gaus-e-Azam ka
Main madine chala, Main madine chala
Main madine chala, Main madine chala
Phir karam ho gaya main madine chala
Madina aane wala hai, sambhal ja aye dil-e-muztar
Madina aane wala hai, sambhal ja aye dil-e-muztar
Luta aye chashme-e-tar gauhar madina ane wala hai
Lahad men ishq-e-rukhe shadab le ke chale
Lahad men ishq-e-rukhe shadab le ke chale
Andheri raat suni thi, charagh le ke chale
Lab par naat-e-paak ka naghma, kal bhi tha aur aaj bhi hai
Lab par naat-e-paak ka naghma, kal bhi tha aur aaj bhi hai
Mere nabi se mera Rishta, kal bhi tha aur aaj bhi hai
Khila mere dil ki kali, Gaus-e-Azam
Khila mere dil ki kali, Gaus-e-Azam
Mita Qalb ki bekali, Gaus-e-Azam
Karam jo aapka aie Sayyed-e-Abrara ho jaye
Karam jo aapka aye Sayyed-e-Abrara ho jaye
To har badkaar banda adam men nekokaar ho jaye
Habib-e-Khuda ka nazara karoon main
Habib-e-Khuda ka nazara karoon main
Dil-o-Jan unpar nisara karun main
Bharam jiska Nabi rakh le, wo ruswa ho nahi sakta
Bharam jiska Nabi rakh le, wo ruswa ho nahi sakta
Hasin-o-mehjabin-o-naznin yun to bahut se hain,
Magar koi mere sarkar jaisa ho nahi sakta
Aasiyon ko dar tumhara mil gaya, Bethikanon ko thikana mil gaya
Aasiyon ko dar tumhara mil gaya, Bethikanon ko thikana mil gaya
Fazle rab se phir kami jis baat ki, mil gaya sab kuch jo taiba mil gaya
Aey saba Mustafa se keh dena, gam ke mare salam kehte hai
Aey saba Mustafa se keh dena, gam ke mare salam kehte hai
Yaad karte hain tumko sham-o-sahar, Ye nazaare salam kehte hain
Koo-e-nabi se aa na sake ham, Rahat hi kuch aisi this
Koo-e-nabi se aa na sake ham, Rahat hi kuch aisi this
Bhool gaye ham, jannat ko bhi, jannat hi kuch aisi this
Takte rahe Yusuf jaise bhi, hashr men unke chehre ko
Jab poocha to kehne lage wo, Soorat hi kuch aisi thi
Jo dil se unki zaat pe, Qurban ho gaya
Jo dil se unki zaat pe, Qurban ho gaya
Jannat ka uske waste, Ailaan ho gaya
Uthte hi haath unke, Dua ho gayi Qubool
Chaha jise wo saahib-e-imaan ho gaya
Dil thikana mere Huzoor ka hai
Dil thikana mere Huzoor ka hai
Jalwa khana mere huzoor ka hai
Har zamane ki aap Rehmat hain
Har zamana mere huzoor ka hai
Aaj sik mitran div dheri ye, kyun dil di udas ghaneri ye
Aaj sik mitran div dheri ye, kyun dil di udas ghaneri ye
Loo loon vich shauq changeri ye, aj naina ne laiyan kyun ladiyan
Koi to hai jo, Nizaam-e-hasti chala raha hai, wo hi Khuda hai
Koi to hai jo, Nizaam-e-hasti chala raha hai, wo hi Khuda hai
Dikhayi bhi jo na de nazar bhi, Jo aa raha hai, wo hi khuda hai
Badhey jo karke wo, Sue-Shah-e Anam Salaam
Badhey jo karke wo, Sue-Shah-e Anam Salaam
Sadayen ati thin, har simt se salaam-salaam
Apne damaan-e-shafaat men, Chupaye rakhna
Apne damaan-e-shafaat men, Chupaye rakhna
Mere sarkaar meri baat, banaye rakhna
Aya na hoga is tarah, husn-o-shabab ret par
Aya na hoga is tarah, Husn-o-Shabab ret par
Gulshan-e-Fatima ke the, saare Gulaab ret par
Dar-e-Nabi par pada rahunga, pade hi rehne se kam hoga
Dar-e-Nabi par pada rahunga, pade hi rehne se kam hoga
Kabhi to Qismat khulegi meri, Kabhi to mera Salam hoga
No comments:
Post a Comment